Monday, May 21, 2018

How to make a Gmail or Email Account [Email khata ya Gmail ID kaise banaye]

EMAIL ID KAISE BANAYE

Hello and Welcome dosto mai hu Ashish aur aap padh rahe hai HOW TO ASHISH aur aaj mai aap logo ko batane wala hu ki kaise aap apni EMAIL id bana sakte hai wo bhi apne Android phone me filhal Android phone me banaye ya fir pc par kidi par bhi bana sakte hai to chaliye dekh lete hai ki kaise hum EMAIL id ko bana sakte hai..

EMAIL id banane ke liye filhal kisi cheej ki jarurat nahi hoti hai bus ek  Android phone aur usme hona chahiye netpack bus itna hi
ANDROID PHONE ME EMAIL ID BANANE KE LIYE 
niche jaise jaise mai bata raha hu bus aap waise hi follow kijiye fir kuch hi seconds me aap bhi apni EMAIL id bana payenge
1.Sabse pahle aap apne Android phone ki setting me jaye 2.Fir accounts par click kare
 3.Fir add account par click kijiye
4.Google par click kijiye
fir ek new window khulegi fir waha par likha hoga Email id or phone no. us par mat click kijye because waha par Google aap se ye kahta ki agar aap ki koi pahle se Email id bani hai kya aap wo hi account open karna chahenge isi liye puchta hai to hame us par click nahi karna hai kyonki hame to new Email id banani hai to hume niche jaha par CREAT AN ACCOUNT  likha hai us parr click karna hai us par click karne ke baad aapse aapka name fill karna hoga
1.FirstName[me kewal apna name dale jaise Ashish,rahul,raj]
2.Lastname[me jo aap apne name ke baad me likhte hai jaise singh,sharma,varma,etc]
 fir Next par click kijiye fir new window me DOB[date of birth]daliye fir GENDER me MALE or FEMALE dale fir Next kijiye
fir hume USERNAME dalna hai for ex.rajuraj908070@gmail.com isme kewal @gmail.com ye nahi likhna hai kyonki ye Google by default hi likh dega to aapko bus rajuraj908070 itna likhna hai wo bhi ye nahi likhna hai ye maine sirf aapko samajhane ke liye bataya hai aap apna USERNAME dale.

fir Next kijiye
Fir PASSWORD daliye aur yaad rahe PASSWORD kam se kam 8charecter ka hona chahiye aur ek strong PASSWORD banane ke liye apne PASSWORD me capital letters[ABCD] aur small letters[abcd] numeric letters[@!#$] ka istemal kijiye aur Next kijiye fir aapke samne ek form aayega use scroll karke niche aaye aur Yes i'm in kijiye Fir ek new window me payment info likha hoga aap No Thanks kar dijiye aur Next kijiye bus to ban gaya aapka EMAIL account fir sab back kar dijiye aur apne Phone ke Gmail app par click kijiye fir usme agar aapka pahle se koi account bana hoga to wo bhi dikhai dega
aur jo aapne abhi abhi banaya hai wo bhi dikhai dega bus us par click kijiye
bus ab ban gaya aur chalu ho gaya aapka Email account to I hope aap logo ko apna Email account banane me koi problem nahi hui hogi aur agar aap logo ko ye post pasand aayi ho to hume Facebook par Like kare aur apne dosto ke sath share kare Thanks for reading...


No comments:

Post a Comment

Please comment here about this article