How to ashish

About this blog: ish blog me aap logo KO bahut sari useful and knowledge wale post and articles milenge For ex: internet, computer, phone, Android phone, software, App, technology and many more

welcome

LightBlog

NEW UPDATE

Saturday, June 30, 2018

June 30, 2018

Computer me bolkar kaise type [ voice typing ] kare in hindi

Computer Me Hindi Bol kar Kaise Type kare aur

Hindi Mein Bol kar Computer Me Kaise Likhe


hello and welcome dosto Main Hoon  Ashish aur aap padh rahe hain

HOWTOASHISHaur aaj main aap logo ko Bata Ne Ja Raha Hoon  ki

Kaise aap log computer mein bol Kar Kisi bhi bhasha mein likh sakte

hain type kar sakte hain Aap isme Hindi mein bhi bol kar type kar

sakte hai aur English me bhi  apne mobile phones Main Toh Dekha

hi hoga ki unme voice typing system Diya Rehta Hai Pehle Se lekin

computer mein Yeh system nahi hota hai to aaj main aap logo ko Bata

Ne Ja Raha Hoon Kaise hai aap log Apne computer mein kisi bhi

bhasha mein bolkar type kar  sake to Chaliye Shuru Karte Hain




Computer mein bol kar type karne ke fayde

Computer mein bol kar type karne ke  bahut Sare fayde hai

  1. Computer mein bol kar type karne ka sabse accha fayda hai ki aap ko bol kar type karne mein
    jyada vakt nahi lage ga
  2. aap isme Kisi bhi bhasha mein  bol kar type kar Payenge

  3. bol Ne Se aapki communication skill better Hogi

Computer mein kisi bhi bhasha mein bol kar Kaise type kare?

Computer mein bol kar type karne ke liye aapko main 2 methods bataunga Jinse aap  Apne computer
mein bol kar type kar Payenge Oriya fast bhi bahut hai pehle main method 1 Ki Baat Karta Hoon


Method#1.

Method number 1 Me  main aapko voice typing karne kaise  kare Neeche steps Mein bata raha hoon
aap unko  follow kijiye aur aasani se voice typing kariye

step#1:

computer mein bol kar type karne ke liye aap ko ek website par Jana Hoga Jiska Naam Hai
 www. Dictation.io Aap Yahan Par click Karke bhi website par Ja sakte hain CLICK KIJIYE

step#2:

Launch dictation par click karna hoga

step#3:

click karne ke baad Aap Ke Samne page open hoga

step#4:

Jis Mein Upar ki taraf 4 lines Dikhai padengi waha par click karke aap kisi bhi bhasa [Language] ko
change yani badal sakte Hai waha par aapko bahut sari bhasaye [Languages]mil jayengi aap apni
need ke mutabik apni bhasa Language ko select Kar lijiye

step#5:

aur fir  neeche dekhiye ek  start ka button Dikhai dega  Jab aap Us Par click Karenge tab aap ko
microfone se bolna hoga jab app usme  kuch bhi bolenge to usme likhna shuru ho jayega to ye ek
bahut hi achha method Hai apne Computer me kisi bhi bhasa Language me bolkar type Karne ka aur
ye bahut ahhi website Hai voice typing ke liye to aap ise jarur try kijiye voice typing ke liye to ye Tha
METHOD 1. ab dusara METHOD.

Method#2.

Ab hum baat Karne wale Hai Computer me bolkar kaise type Karen ke dusare METHOD ki to ye
method bhi pahle ke jaisa hi same Hai aur is method me mai aap logo ko ek aeisi website ke bare
me batane ja raha hu Jo ki pure world ki sabse best websites me se ek Mani jati Hai aur aap ise  Ek
online software bhi Maan sakte hain aur iska naam hai Google Drive aap Google Drive se bahut
aasani se voice typing Jani bol kar Likh Paayenge To chaliye Dekhte Hain Ki kaise Hum Google Drive
mein voice typing kar Payenge Google Drive me voice typing karne ke liye main niche steps bata raha
hoon aap unko follow kijiye aur aap aasani se abhi Google drive type voice typing kar Paayenge

step#1:

sabse Pehle aapko Google Drive Mein Jana hoga CLICK KIJIYE phir ek side mai aap dekhenge
new likha hoga us par click kijiye

step#2:

Google docs par click kijiye


step#3:

Upar menu bar me dekhiye tools likha hoga us par click kijiye

step#3:

Voice typing per click kijiye ab Aap Ke Samne Ek red colour ka Mic ka icon Dikhai dega
[ aap ise ctrl+shift+s]se bhi Enable kar sakte hain
phir aap apne microphone mein jo bhi bolenge Woh likhne Lage ga  to Google drive me voice typing yani bolkar likhne ka Yehi tareeka Hai Or Yakeen maniye ye 1 bahut hi accha Tarika hai voice typing karne ke liyeTo yahi ha Hamara dusra method voice typing ka

 to aaj ke liye Bas Itna hai I hope aapko a post acchi lagi Hogi aur aap aasani se apne computer mein PC mein voice typing any bol kar likh  Paayenge to agar aapko a post acchi lagi ho to ise like aur share kijiye aur Agar aapko kuch bhi samajh nahi main problem hui ho top comment karke puch sakte hain main Puri koshish karunga Ki Main aapko Dobara samjha saku to ab is post ko Yehi par end Karte Hain aur Milte Hai 1 aur new Jankari ke sath tab tak ke liye Bane rahiye HOWTOASHISH ke sath bye bye

Thanks for reading…..

Friday, June 29, 2018

June 29, 2018

URL se kisi bhi file ko Google drive me kaise upload kare in Hindi

URL se kisi bhi file ko Google drive me kaise upload kare

Hello and welcome dosto mai hu Ashish aur aap padh rahe hai HOW TO ASHISH aur aaj mai aap logo ko batane ja raha hu ki kaise hum kisi bhi file ke kewal URL se us file ko Google drive me save Kar sakte Hai to chaliye jyada der na krte hue jaan lete hai ki kaise hum kewal URL se kisi bhi file ko Google drive upload Kar sakte Hai.


  • URL se Google drive me file upload kyo karna?

Actually hota ye Hai ki aaj ke daur me Jo bhi online work karta Hai usko Google drive ki bhi jarurat padti apne data ka backup rakhne ke liye specially blogger Jo ki kisi website or blog ko chalata Hai usko apne articles or post ka backup rakhna bahut jaruri hojata Hai Jo ki Google drive ek safe option Hai apne data ka backup rakhne ke liye to kabhi kabhi bloggers ko URL ki help se hi apna data upload karne ka khyal aata Hai to aaj mai usi ke bare me batane ja raha hu ki kaise bloggers URL ki madad se apne data files ko Google drive me upload Kar sakte Hai.
  • URL se kisi bhi file ko Google drive me kaise upload kare?

Step#1:

URL se Google drive me file upload karne ke liye sabse pahle aapko ek website par Jana hoga jiska naam hai save to drive aap yaha se click karke bhi ja sakte haiCLICK KAREN

Step#2:

Website par Jane ke baad samne likha hoga Authenticate us par click Karen

Step#3:

Jis Gmail ID se Google drive me login Kiya Hai vahi Gmail ID se yaha login kare aur connect par click Karen
Jab aapka Google account connect ho jayega to aapke samne ek green color ki Patti me notification show hogi aur successfully authenticated likha hoga.

Step#4:

  1. Ab neeche URL dalne ki jagah dikhai degi waha par aapko Jo bhi file upload karni Hai uska URL dale
  2. Neeche box ko check✓ rahne de taki file upload hone ke baad aapki email address par mail aajaye ki file upload hui Hai ya nahi
  3. Agar aapko apni file ka name change karna ho to Kar sakte Hai warna rahne de
  4. Upload par click Karen

  • File uploading time kitna lagega?

Bat saf Hai jitni jyada badi [MB] aapki file hogi utna jyada time lagega aur depend karta Hai aapke internet connection par ki apka internet connection kitni speed de raha Hai.
Kuch der baad jab aapki file Google drive me upload ho jayegi to aapke samne ek message show hoga.

  • IMPORTANT NOTICE#
Kisi bhi file ko URl se kaise upload kare google drive me[Howtoashish]

Abhi abhi savetodrive website se aap apni kisi bhi file ko URL se upload nahi kar sakte hai kyonki savetodrive website ke homepage par hi aapko ye message milega ki ye website kuch dino ya kuch mahino ke liye band hai aur aap is website par shayad August se apni files ko fir se upload kar paye 

Because of various problems, we have to shutdown the site for some time. We are hoping to be back around the start of August.

To is prakar aap kisi bhi file ke URL se Google drive me upload karke rakh sakte Hai to kaisi lagi ye jankari aap logo ko comment karke jarur bataye aur agar jankari achhi lagi ho to like aur share karna na bhule to isi ke sath ye jankari yehi par khatm hoti Hai fir milte Hai aap logo se ek aur new jankari ke sath tab Tak ke liye bane rahiye HOW TO ASHISH ke sath bye bye..
Thanks for reading….

Thursday, May 24, 2018

May 24, 2018

How to Block private Calls on an Android Smartphone in hindi

How to Block private Calls on an Android Smartphone

Hello and Welcome dosto mai hu Ashish aur aap padh rahe haiHOW TO ASHISH aur aaj mai aap logo ko batane ja raha hu ki kaise aap apne Mobile phone par Jo bhi private calls aati hai unko aap band kar payenge to jaldi se shaliye hum jaante hai ki kaise hum apne Mobile phone par aane wali private calls ko off or band kar sakte hai.....

•Sabse pahle to hum ye jaan lete hai ki aakhir private calls aati kaise hai?
>To private calls Jo bhi aapke Mobile phone par karta Hai wo karta Hai kisi na kisi fake 3rd party ke application software ki madad se to aap puchenge ki kon kon si application software ki madad se hum private calls kar sakte hai to sorry dosto aaj ki is post me mai aap logo ko iske bare me nahi batane Wala hu filhal aap Google par search kijiye to aapko bahut sare Post or article mil jayenge ki kaise aap private calls kar payenge to filhal mai batane ja raha hu ki kaise aap apne Mobile phone par aane wali private calls ko off band kar payenge to uske bare me baat karte hai...

•SOLUTION•
Sabse pahle aap ko ek application software daownd karni hogi apne Mobile phone me to application software download Karne ke liye Hume play store me Jana hoga aur waha par search box me type Karen True caller aap yaha par click Karke bhi download kar sakte Hai

App download kare
                        Download

App download Karne ke baad use open kare Truecaller open hote hi usme kuch opsons dikhai denge aur terms&condition ho to use I agree kar le aur next kijiye fir aap ka app open ho jayega jaisa ki neeche dikhaya gaya hai

Uske baad me Hume apni us app me kuch setting karni hongi to wo setting Karne ke baad humari app kisi bhi private calls or hidden no. Calls ko block Karne me saxkam ho jayegi to chaliye jaldi se wo setting Kar lete hai neeche mai bata raha hu aap ko bus waise hi apne app ki setting karni Hai 
•App me search box ke corner me 3 lines hogi un par click kijiye
•Fir setting par click Karen
•caller ID me jakar teeno tik ko on karde
•fir block  par click Karen
•fir block hidden numbers ko on ✓kar de
•fir how to block calls me reject automatically Kar de bus ho gaya 
Aur agar aap blocked calls ki notification dekhna chahte Hai to notification for blocked call ko on Kar de

Bus to ab aapka kaam ho gaya Hai ab aapke Mobile phone par Jo bhi private calls or hidden numbers se calls or sim company se aane wali sari calls block ho Jaya karengi aur unki notification apko aapke Mobile phone ke upar notification bar me show karengi..

To dosto how to block private calls ke bare me to sara kuch bata Diya Hai I hope aapko Meri ye choti si jankari achhi lagi ho agar aapko is jankari se se benefit hua ho to pls ise like kare aur apne dosto ke saath share kare to bus aaj ke liye bus itna hi jald milte ek aur new jankari ke sath tab Tak ke liye bane rahiye HOW  TO ASHISH ke sath bye bye. thanks for reading....



          

Wednesday, May 23, 2018

May 23, 2018

अपने नाम का रिंगटोन कैसे बनाये[how can i make my caller ringtone in my phone]

How can i make my caller ringtone in my phone

Hello and Welcome dosto mai hu Ashish aur aap padh rahe hai HOW TO ASHISH aur jaisa ki aapne upar Title me padh hi liya hai ki aaj mai aap logo ko batane Wala hu ki kaise aap apne Mobile phone me apne name ki caller ringtone bana sakte hai ji ha dosto aaj hum yehi janenge to jyada der na karte hue chaliye dekhte hai ki kaise hum apne Mobile me apne name ki caller ringtone bana sakte hai...

  Apne name ki ringtone kaise banaye ye mere bahut sare dosto ne mujhse pucha tha to aaj mai aap logo ko bata raha hu 
To sabse pahle Hume apne Mobile phone ke browser me Jana hoga to sabse pahle browser me Jaye
fir waha par search box me type Karen www.fdmr.in yaha par click karke bhi us website par ja sakte hai jaha see apne name ki caller ringtone banani hai to website par Jaye fir waha par kuch aisa interface dikhai dega
to search box me type Karen wo name jis name ki aapko caller ringtone banani hai type Karne ke baad search par click Karen fir search hone ke baad aapke saamne bahut sari ringtone links dikhai dengi aur un links par likha hoga ki kis ringtone me Kya bola jaraha hai to aap apne manpasand ringtone link par click Karen
aur fir aapke saamne us ringtone ko download Karne ko likha hoga

   
                                                                          link par click karke us ringtone ko      download kar lijiye aur fir aap us ringtone ko play karke dekh like aur fir aap us ringtone ko apne phone me laga lijiye to bus ban gayi na secondo me aapke name ki caller ringtone.dosto mai janta hu ki aaj ki ye post bahut hi choti thi par knowledgeable thi kyonki mere kafi dosto ne mujhse pucha tha ki kaise hum apne name ki ringtone bana sakte hai to Maine bus isiliye is ke bare me aap logo ko bataya
To bus aaj ke liye bus itna hi I hope aap logo ko aaj ki is post me sab achhe se samajh aaya hoga to agar aap ko ye post pasand aayi ho to pls ise like kare aur apne dosto ke sath share kare isi ke sath aaj ki is post ko yahi par end karte hai aur tab Tak ke liye bane rahiye HOW TO ASHISH ke sath aur milte hai aapse ek aur new jankari ke sath.. Thanks for reading....



Monday, May 21, 2018

May 21, 2018

How to make a Gmail or Email Account [Email khata ya Gmail ID kaise banaye]

EMAIL ID KAISE BANAYE

Hello and Welcome dosto mai hu Ashish aur aap padh rahe hai HOW TO ASHISH aur aaj mai aap logo ko batane wala hu ki kaise aap apni EMAIL id bana sakte hai wo bhi apne Android phone me filhal Android phone me banaye ya fir pc par kidi par bhi bana sakte hai to chaliye dekh lete hai ki kaise hum EMAIL id ko bana sakte hai..

EMAIL id banane ke liye filhal kisi cheej ki jarurat nahi hoti hai bus ek  Android phone aur usme hona chahiye netpack bus itna hi
ANDROID PHONE ME EMAIL ID BANANE KE LIYE 
niche jaise jaise mai bata raha hu bus aap waise hi follow kijiye fir kuch hi seconds me aap bhi apni EMAIL id bana payenge
1.Sabse pahle aap apne Android phone ki setting me jaye 2.Fir accounts par click kare
 3.Fir add account par click kijiye
4.Google par click kijiye
fir ek new window khulegi fir waha par likha hoga Email id or phone no. us par mat click kijye because waha par Google aap se ye kahta ki agar aap ki koi pahle se Email id bani hai kya aap wo hi account open karna chahenge isi liye puchta hai to hame us par click nahi karna hai kyonki hame to new Email id banani hai to hume niche jaha par CREAT AN ACCOUNT  likha hai us parr click karna hai us par click karne ke baad aapse aapka name fill karna hoga
1.FirstName[me kewal apna name dale jaise Ashish,rahul,raj]
2.Lastname[me jo aap apne name ke baad me likhte hai jaise singh,sharma,varma,etc]
 fir Next par click kijiye fir new window me DOB[date of birth]daliye fir GENDER me MALE or FEMALE dale fir Next kijiye
fir hume USERNAME dalna hai for ex.rajuraj908070@gmail.com isme kewal @gmail.com ye nahi likhna hai kyonki ye Google by default hi likh dega to aapko bus rajuraj908070 itna likhna hai wo bhi ye nahi likhna hai ye maine sirf aapko samajhane ke liye bataya hai aap apna USERNAME dale.

fir Next kijiye
Fir PASSWORD daliye aur yaad rahe PASSWORD kam se kam 8charecter ka hona chahiye aur ek strong PASSWORD banane ke liye apne PASSWORD me capital letters[ABCD] aur small letters[abcd] numeric letters[@!#$] ka istemal kijiye aur Next kijiye fir aapke samne ek form aayega use scroll karke niche aaye aur Yes i'm in kijiye Fir ek new window me payment info likha hoga aap No Thanks kar dijiye aur Next kijiye bus to ban gaya aapka EMAIL account fir sab back kar dijiye aur apne Phone ke Gmail app par click kijiye fir usme agar aapka pahle se koi account bana hoga to wo bhi dikhai dega
aur jo aapne abhi abhi banaya hai wo bhi dikhai dega bus us par click kijiye
bus ab ban gaya aur chalu ho gaya aapka Email account to I hope aap logo ko apna Email account banane me koi problem nahi hui hogi aur agar aap logo ko ye post pasand aayi ho to hume Facebook par Like kare aur apne dosto ke sath share kare Thanks for reading...


Friday, May 18, 2018

May 18, 2018

Jio New Offer : अनलिमिटेड प्लान,कोई लिमिट नही | JioHello Prepaid New Rs....

JIO NEW OFFER ISD CALLING TOPUP PLAN

Hello and Welcome dosto mai hu Ashish  aur aap padh rahe hai HOW TO ASHISH aur aaj mai aap logo ko batane wala hu ki aakhir kon sa new Jio ka offer plan nikla hai for isd calling international calling ke liye to jyada der na karte hue shuru karte hai ..

Dosto aaj mai Jio ke wo topup plans ke bare me batane jaraha hu jo Jio ne recentaly abhi abhi launch kiye hai to total  JJio ne 11 topup plans launch kiye hai ye plans ishliye launch kiye gaye hai ki agar aap international call karna chahte hai to aap in plans ka use karke aap international call aasani se kar payenge kul milake 11 plans launch kiye hai jo ki 10rs se lekar ke 2000rs tak ke hai aur validity sabki unlimited hai niche mai plans ki list deraha hu aap dekh lijiye.

JIO PLAN LIST 10 TO 50RS

Plane               Talktime                   Validity                 
10                      7.70rs                       unlimited
20                      15.39rs                     unlimited
50                      40.48rs                     unlimited

JIO PLAN LIST 100 TO 2000RS

Plane               Talktime                   Validity
100                  fulltalktime               unlimited
150                  fulltalktime               unlimited                          
200                  fulltalktime               unlimited
300                  fulltalktime               unlimited
500                  fulltalktime               unlimited
750                  fulltalktime               unlimited
1000                fulltalktime               unlimited
2000                fulltalktime               unlimited

To yehi hai wo 11 isd topup plans jo ki maine upar bataye hai to agar aap in plans ka use karna chahte hai to aap in me se koi sa bhi plan le sakte hai jo aap ke liye comfertable ho to ishi ke sath aaj ke liye bus itna hi aur milte hai aap logo se ek aur new jankari ke sath tabb tak ke liye bane rahiye HOW TO ASHISH ke sath aur agar aapko ye post jankari acchi lagi ho to hame like kijiye facebool page par aur share kijiye apne dosto ke sath Thanks for reading.....

Thursday, May 17, 2018

May 17, 2018

how to make facebook id and open without login passworda[facebook id kai...


hello and welcome dosto mai hu ashish aur aap padh rahe hai howtoashish aur aaj mai aap logo ko batane wala hu ki kaise aap facebook id[account] bana sakte hai aur agar feature me kabhi bhi aap agar apna login password bhul gaye to bina login password ke aap apne facebook account me login kaise karenge to ye janne ke liye bane rahiye howtoashish ke sath aur padhte rahiye is artical ko 2 best trick..

ab aap soch rahe honge ki ye kaise ho sakta hai ki bina password ke login ho paye to dosto mere ye kahene ka matlab nahi hai ki aap bina password ke login ho jayenge mere kahene ka matlab ye hai ki agar aap apna password kabhi bhul gaye to facebook account me login kaise karenge to sabse pahle mai aapko facebook account banana sikhaunga aur fir bina password ke login karna.

to sabse pahle aapko apne browser me jana hoga [jis bhi browser me aap internet chalate hai usme] use open kijiye aur phir uske andar search box me type kijiye https//www.facebook.com yaha click karke bhi ja sakte hai 

aur phi waha par facebook.com par click kijiye fir signup [create account] par click kijiye information bhariye

1. first name [pahla naam]

2.surname [cast]

3.next

1. Dob

2.Gender

3.phone no.

4.signup

ab aapke mobile par facebook ki taraf se ek otp message aayega use verify karna hoga
 to ab aapka account ban gaya hai ye to ho gai pahli trick ab dusari trick

ab aap facebook menu me jaye aur log out kare
fir aap loi dusara browser open kare ya fir vahi rahne de aur fir se login karne ke liye jaye upar phone no. daale neeche password mat dale aur uske neeche dekhenge to likha hoga forgetton password ush par click kare fir apka phone no. mangega ushe bhare

fir search par click kare phir aapke ushi no. par ek otp aayega use bhare 
aur phir aapse ek new password bharne ko bolega to new password bhare 

continue par click kare to ye aapko aapke ushi facebook account me pahuncha dega jo aapne banaya tha to dosto ye hi wo meri aajki dono trick thi jo maine aap logo ke sath share kari to dosto kesi lagi aaj ki meri ye artical comment karke jarur bataye aur agar ab bhi kuch samajhane me problem aarahi ho to maine neeche ek video bhi di hai aap use dekh kar asani se dono trick seekh payenge thanks for reading this artical. keep reading howtoashish.Bye take care